Sone ki nagri ke sau sau hain raja..
Andhey rajaon mein kaana maharaja
Yahan daaku ki raksha daroga karey
Mere bhai
Aur gunde malang hain minister ke ghar jamai
Sone ki nagri ke sau sau hain raja..
Andhey rajaon mein kaana maharaja
Bey sir-pair ka tantar hai mere bhai
Aur bandar madari ke afsar hain O re bhai..
Bhrashtan ke hum hai ke hum hain aur bhrasht humarey
Ek hi thaali ke chatte-battey saare
Jungal mein mangal ki reet hai hamey pyaari
Aur kalyug mein kalki sambhaalengey naiya humari
Sone ki nagri ke sau sau...